HACCP ka full from kya he? HACCP kya he? HACCP kahase aaya he?
HACCP ka full from Hazard Analysis Critical Control Points.
1960 me NASA company American Army ke liye khana banata tha. Hygienic foods. Flight me jaisa food milta he . The U.S. Food and Drug Administration jisko (FDA) kaha jata he. FDA announcement Kiya jo bhi foods industry hai, 🏨 Hotel and Restaurant hai. Sab ko HACCP maintain karna hoga.
Hazard ko 3 part me divided kiya jata he.
1. Physical Hazard
2. Chemica Hazard
3.Biologocal Hazard
Hazard ko rokne ke liye 7 tatika hota he. jisko ham 7 principles of haccp bolta he. aap 7 tarika se hazard ko rok sakta he.
1. Conduct Hazard Analysis
2. Identify Critical Control Points
3. Establish Critical Control Limits
4. Monitor CCP
5. Establish Corrective Action
6. Establish Verification Procedures
7.Record Keeping
A 7 tarika se ham Hazard ko rok sakta he, aacha khana(Foods) hum bana sakta he or Gest ko bhi khila sakta he.


1. Conduct Hazard Analysis.
Conduct Hazard Analysis Kya hai? Conduct Hazard Analysis
Purchasing se manufacture se lekar Gast ka table tak ka safar hota he Conduct
Hazard Analysis.
2. Identify Critical Control Points.
Identify Critical Control Points ka matlab is prosses me manlo
khana me hazard he, konsa hazard he aap ko pata lagana he or uss hazard ko
khatam karna he is prosses ko Identify
Critical Control Points kaheta he.
3. Establish Critical Control Limits.
Establish Critical Control ka matlab kisibhi chijoka limits establish
karna hoga aapko. manlo aap khana banaraho, kuchbhi banaraho uss kanaka minimum
yea maximum temperecar kya hona chaiye or kitna hona chaiye aap ko jorur pata
hona chaiye. minimum 75°C yea maximum 80°C. yea khana ka upor dipend karta he.
eisiko kaheta he Establish Critical Control Limits.
4. Monitor CCP.
Monitor CCP iska matlab he aap jo khana banaya us khana ko
aap aachase chek karliya he. Khana me
Hazard nehi he. O khana aap kha sakta he or gast ko bhi aap khila sakta
he. O khana khanese kisiko kuch luksation nehi hoga eisiko monitot ccp kaheta
he.
5. Establish Corrective Action.
Establish Corrective Action isska matlab he manlo aapka khane
me galti se kohibhi hazard aajata he. Aap us hazard ko sahi tarikase kaise
rokenge. Exampal manlo aapka khana 75°C hona chaiye lekin khana tanda ho gay he
45°C yea 50°C ho gaya he. Aap uss khana ko rehit(garam) karke sahi kar sakta se
aap kha sakta he or gast ko bhi aap khila sakta he. Ek baat dhan me rakhe aap 1
bar rehit(garam) kar sakta ho. Is tarika ko hum Establish Corrective Action
kaheta he.
6. Establish Verification Procedures.
Establish Verification Procedures isska matlab he chijo ko
chek karna or usko verifry karna. Exampal refrigerator, walk in refrigerator,
gas stove sahi he kya nehi aap ko chek karna he.
7.Record Keeping.
Record Keeping eska matlab he kisibhi chiss ka record banake
rakhna hotahe. Exampal foods, refrigerator etc. ka record banake rakhna hota
he. Jaise ki kal ka temperature kyat ha or aaj ka temperature kya he.record
rakhna hota he.


Hii
ReplyDeleteThats HACCP?
ReplyDeleteFar too simplistic explaination